Monday, 6 February 2012

DIL


Saturday, September 24, 2011


khushboo ke poshaq


Khushboo ki poshak pehn kar kon gali main aya hai
kaisa yeh paigham rasan hai,
kya kya khabrain laya laya hai.
khirki khol k bahir deikho
mosam meray dil ki batein tum se kehnay aya hai

dil main kise ko itni jagah na do



tumhari yaad ai

Yeh zabt chot gya to tumhari yaad ai


Aina

Aenay se bhala kahan nisbat
dil bari khamoshi se tota tha
main tha pat jhar ka barg e awara
Tu khazan ki hawa ka jhonka tha




Sham har roz tuje dhondti hai

Sham har roz tuje dhondti hai, dil ki galyon mainn.
muhabbat k neha khanon main
shehr main, shehr se door bayabanon mai,




dard zayada hai kam karay koe



dard ka aadi baan k

dil ki dunya kuch is tarah se ujri faraz
us na dard ka aadi bana k dard dena chor diya




tabassum ki dhanak

main us ka naam laita hun
to honton par
tabassum ki dhanak lehranay lagti hai
main us ko yaad karta hun to ik manoos se khshboo
muje mehkanay lagti hai
wo meray dil main rehta hai Gul e umeed ki sorat
zamanay ki shab e tareek main khursheed ki sorat


mera dil

mera dil shoq se toro, aik tajarba ore sahi
Lakh khilonay tor chukay ho aik khilona ore sahi

dil udas rehta hai

dil udas rehta hai
barishon k mosam mai
Farhat abbas shah

ik pagal se larki



suno tum loat ao na


No comments:

Post a Comment