Friday, 11 November 2011

JUDAI





ہم سے کیا پوچھتے ہو ہجر میں کیا کرتے ہیں

ہم سے کیا پوچھتے ہو ہجر میں کیا کرتے ہیں 
تیرے لوٹ آنے کی دن رات دعا کرتے ہیں 
اب کوئی ہونٹ نہیں ان کو چرانے آتے 
میری آنکھوں میں اگر اشک ہوا کرتے ہیں 
تیری تو جانے ،پر اے جان تمنا ہم تو 
سانس کے ساتھ تجھے یاد کیا کرتے ہیں  
کبھی یادوں میں تجھے بانہوں میں بھر لیتے ہیں 
کبھی خوابوں میں تجھے چوم لیا کرتے ہیں 
تیری تصویر لگا لیتے ہیں ہم سینے سے 
پھر ترے خط سے تری بات کیا کرتے ہیں 
گر تجھے چھوڑنے کی سوچ بھی آئے دل میں 
ہم تو خود کو بھی وہیں چھوڑ دیا کرتے ہیں 




Gul Dawdi by Samina Raja





wasl o hijr ki sari azeatein teri

wasl o hijr ki sari azeatein teri




Milna ittefaq bicharnba naseeb tha

Milna ittefaq tha bicharnba naseeb tha.
ho gaya door door jo meray dil k qareeb tha
main us ko daikhnay ko tarasta reh gya
jis ki hatheli pe apna naseeb tha




taire talash

pass reh kar judae ki tuj se
door ho kar tuje talash kiya
main na tera nishan Gum kar k
Apnay andar tuje talash kiya




kya mila muhabbat se





ai khuda tu na muhabbat banai Q hai

ai khuda tu na muhabbat banai Q hai




judaian to muqadar hain

judaian to muqadar hain magar ai gham e hijran
Ajab phool say sathi bichar gaey ab k


meri tehreer k ansu….!!~~♥♥


Suna ho ga bohat tum ne.
kaheen ankho ki rim jhim.
kaheen palkon ki shabnam.
parha ho ga bohat tum ne.
kaheen lehjey ki barish.
kaheen sagar k ansu.
magar tum ne kabhi humdum.
kaheen dekhey? kaheen parkhey?
kisi tehreer k ansu.
mujhe teri judai ne.
yehe mehraj bakhshi hai.
k main jo lafz likhta hon.
wo sarey lafz rotey hain.
k main jo hurf bunta hon.
wo sarey ben kartey hain.
mere sang iss judai main.
mere alfaz rotey hain.
subhe tahreef kartey hain.
meri tehreer ki lakin.
kabhi koi nahi sunta.
mere alfaz ki saski.
falak b jo hila daley.
mere lafzon main hain shamil.
ussi taseer k ansu.
kabhi dekho mere humdum.
meri tehreer k ansu….!!~~♥♥





sham e judae

aaj tak yaad hai wo sham e judai mujko


Kat He Gae judae

Kat-He-Gaee judae---Adeem
Kat He Gae judae
kab yum hua k mar gaey
teray din b guzar gaey, meray din  b guzar gaey

teri Judai k baad

ashk baar rehnay lagi ankhain teri Judai k baad


judae ki kasak leay

judae ki kasak leay, teri yaad ka ansoo
har shab ke aankh se tapka hai

Bicharnay ore Judae main zara sa farq

Bicharnay ore Judae main zara sa farq hota hai
juda ho kar kise phir kabi koe nahi milta
bichar jaen to milnay ka koe imkaan rehta hai



Hijr ka tara dhoob chala_wasi



judae maar dalay ge



firaq main lazatein hain

firaq main lazatein hain itni to sochta hun
Wisal us ka naseeb ho ga to kya banay ga



جدا ہونا ہی ٹھہرا تو

جدا ہونا ہی ٹھہرا تو
گلا کیسا شکایت کیا
جدا ہو جائیں چپکے سے
نہ تم بولو نہ میں بولوں
ہمارے بول پڑنے سے
جدائی پھیل سکتی ہے
ہوائوں میں
فضائوں میں
جدائی ذات میں بھر لیں
چلو ہم اس طرح کر لیں
کسی سنسان راستے کے
کسی بھی موڑ پر دونوں
جدا ہو جائیں چپکے سے
نہ تم بولو نہ میں بولوں
ہمارے بول پڑنے سے
جدائی پھیل سکتی ہے

Juda hona he thehra to
gila kaisa shikayat kya



Teray Faraq Kay Lamhy


Teray Faraq Kay Lamhy by syed wasi shah

No comments:

Post a Comment